Minggu, 23 Agustus 2009

Life on a Sad Note


Yeh dooriyan, In raahon ki dooriyan,
Nigahon ki dooriyan,
Hum rahon ki dooriyan,
Fanaa ho sabhi dooriyan....

Kyun koi paas hai, Door hai,
Kyun koi,Jaane na koi yahan pe....

Aa Raha paas ya door mein ja raha,
Janu na main hoon kahan pe....

Yeh dooriyan, In raahon ki dooriyan,
Nigahon ki dooriyan,Hum rahon ki dooriyan,
Fanaa ho sabhi dooriyan....

Kabhi hua yeh bhi, Khali rahon pe bhi,
Tu tha mere saath
Kabhi tujhe milke lauta
mera dil yeh khali khali haath,

Yeh bhi hua kabhi, Jaise hua abhi,
Tujhko sabhi mein paa liya....

Tera mujhe kar jaati hai dooriyan,
Satati hain dooriyan, Tarsati hain dooriyan,
Fanaa ho sabhi dooriyan....

Kaha bhi na maine, Nahi jeena maine,
Tu jo na mila, Tujhe bhule se bhi,
Bola na maine ki chahun fasla

Bas fasla rahe, Ban ke kasak jo kahe,
Ho aur chahat yeh aur jawan
Teri meri mit jaani hai dooriyan,
Begani hai dooriyan, Hat jaani dooriyan,
Fanaa ho sabhi dooriyan....

Kyun koi paas hai, Door hai, Kyun koi,
Jaane na koi yahan pe....

Aa Raha paas ya door mein ja raha,
Janu na main hoon kahan pe....

Yeh dooriyan, In raahon ki dooriyan,
Nigahon ki dooriyan,Hum rahon ki dooriyan,
Fanaa ho sabhi dooriyan....

I don't want to show my sadness to anyone....but this is my blog and i just can't hide my emotions from here. But the fact is that he's taken off to his parents place today and he will be coming back to Mumbai on 16th September, only to fly to the UK on 18th!! :( :*(

I have been crying the whole weekend i don't know what to do.....i don't want to work, i don't want to write....i just don't know what to do! All i can think of is the miles of loneliness that i have to cover in this one year.

Tidak ada komentar:

Posting Komentar

LinkWithin